Saturday, February 17, 2007

I wonder why?

A recall to the bleeding humanity, written by a disheartened frame.

Khoon apna ho ya paraya ho
Nasle-adam ka khoon hai akhir
Jung maghrib mein ho yaa mashriq mein
amn-e-alam ka khoon hai akhir.

Tank aage badein ya peeche hatein
kokh dharti ki baanjh hoti hai
fateh ka jashn ho ya haar ka soq
zindagi mayaaton pe roti hai.

Soon the world will witness history
but why they are chopping each other still remains a mystery.

The gold has tarnished-
Mazhab nahin sikhata aapas mein bair rakhna
the feeling of love has vanished.

Oh thee,the proud humane fraternity on this earth,
knows nothing of humanity, worthless is in worth

Par kyon insaan usko ko
yaad nahin rakhta
Jo zarre ko aftab aur
aftab ko zarra pal mein hai bana sakta


-G Singh